Mallika-e-Tarannum Noor Jehan Ke Gaane

Home
Tribute

Link Back To Madhu's Home Page

Link Back To Favorite Female Singers

Link Back To "Noor Jehan Ke Gazal Aur Geet"

Anmol Ghadi (1946) starring Noor Jehan, Surinder & Suraiya.
Producer & Director: Mehmood
Lyrics: Tanvir Naqvi
Music Director: Naushad Ali

aaja meri barbad mohabbat ke sahare

lyrics for aajaa merii barbaad mohabbat ke sahaare.

Lyrics in Hindi for aajaa merii barbaad mohabbat ke sahaare.

jawaan hai mohabbat haseen zamana

Lyrics for javaan hai mohabbat, hasiin hai zamaanaa.

Lyrics in Hindi for javaan hai mohabbat, hasiin hai zamaanaa.

kya mil gaya bhagwan tumhe mere dil

lyrics for kyaa mil gayaa bhagavaan tumhein dil ko dukhaa ke, armaanon kI nagarI mein merI aag lagaa ke. kyA mil gayaa.

mere bachpan k sathi mujhe bhul na

lyrics for mere bachpan ke saathI mujhe bhuul nA jaanaa. dekho dekho haNse nA zamaanaa, haNse nA zamaanaa.

Following song is a duet with Surinder in Anmol Ghadi:

awaz de kahan hai duniya meri jawan

Lyrics for aavaaz de kahaan hai, duniyaa merI javaan hai.

Lyrics in Hindi for aavaaz de kahaan hai, duniyaa merI javaan hai.

Badi Maa (1945) starring Noor Jehan, Sitara Devi & Yakub.
Lyrics: Zia Sarhadi
Music Director: K. Dutta

aa intazar hai tera dil beqarar hai

lyrics for aa intazaar hai teraa, dil beqaraar hai meraa. aajaa na sataa aur, aajaa na rulaa aur.

diyaa jalaa kar aap bujhaayaa

lyrics for diyaa jalaakar aap bujhaayaa, tere kaam niraale, niraale, dil toD ke jaanevaale.

kisi tarah se mohabbat mei chain pa

lyrics for kisii tarah se muhabbat mein chain paa na sake. lagii vo aag hai siine mein jo bujhaa na sake.

tum hum ko bhula baithe ho

lyrics for tum hum ko bhulaa baiThe ho. hum tum ko bhulaaye kaise, hum tum ko bhulaaye kaise. jo aaG lagaayii tum ne hum us ko bujhaaye kaise.

Dil (1945) starring Noor Jehan, Motilal & Abdul Latif
Lyrics: Zafar Khursheed
Music Director: Shams Lucknavi

aayi aayi ghadi ye suhaani

lyrics for aayii aayii gha.Dii ye suhaanii. gayaa meraa bachapan ab aayii jawaanii.

ai hawa ja ja ja piya ke ghar ja ja

deke mujhe wo dard-e-jigar bhulgaye

lyrics for deke mujhe wo dard-e-jigar bhuul gaye kyaa, bhuul gaye. zikr yahii hai shaam-o-sahar, bhuul gaye kyaa, bhuul gaye.

Still need mp3 for the following duet sung by Motilal & Noor Jahan in Dil:
ab shor na karna gulshan mein.

lyrics for shor na karnaa gulshan mein. aaNkh na khul jaaye phir dil ko na taDpaaye. kuchh der to niind aaye. shor na karnaa gulshan mein.

Dopatta (1952) starring Noor Jehan, Sudhir, Ajay Kumar & Yasmin.
Lyrics: Feroze Nizami
Music Director: Mushir Kazmi

lyrics for baat hii baat mein jii baat hii baat mein. chaa.Ndanii raat mein jiyaa meraa kho gayaa. haaye kisii kaa ho gayaa pehlii mulaaqaat mein jii.

chaandni raaten sab jag soye

lyrics for ek diip jigar mein bujhtii hai, ik dard saa dil me.n hotaa hai. hum raaton ko uTh kar rote hain jab saara aalam sotaa hai. chaaNdanii raaten o chaaNdanii raaten. sab jag soye, ham jaage, taaron se karen baaten. chaaNdanii raaten, o chaa.Ndanii raaten.

Lyrics in Hindi for ek diip jigar mein bujhtii hai, ik dard saa dil mein hotaa hai. hum raaton ko uTh kar rote hain jab saara aalam sotaa hai. chaa.Ndanii raaten, o chaaNdanii raaten. sab jag soye, hum jaage, taaron se karen baaten, chaaNdanii raaten, o chaaNdanii raaten.

still need mp3 for following songs from Dopatta:

lyrics for chham chham naache jiyaa, chhaye ghaTaa, aajaa piyaa re. aajaa piyaa re, meraa man tujh ko pukaare.

lyrics for jigar kii aag se is dil ko jaltaa dekhte jaao. luTii jaatii hai armaanon kii duniyaa dekhte jaao.

lyrics for mai ban patang uD jaauuN re. hawaa ke sang lahraauuN, lahraauuN re. ho mai ban patang uD jaauuN re.

lyrics for raajaa ho, more man ke raajaa aa jaa suratiyaa dikhaa jaa. aajaa nagariyaa hamaarii re aa nagariyaa hamaarii re. gharii-gharii man ko sataaye, rulaaye raajaa yaad tihaarii re.

lyrics for saaNvariyaa tohe koI pukaare, tohe koI pukaare. aa jaa re, aa jaa re soye chaaNd sitaare, soye chaaNd sitaare.

tum zindagi ko gam ka fasaanaa bana

lyrics for tum zindagii ko Gam kaa fasaana banaa gaye. aaNkhon mein intazaar kii duniyaa basaa gaye.

Dost (1944) starring Noor Jehan, Motilal, Husn Bano, Kanhaiyalal, Maya Banerji, Mirza Musharaf & Varmala Kumthekar.
Producer: Navin Pictures Bombay
Director: Sayyad Shaukat Hussain
Lyrics: Munshi Shums Lucknavi
Music Director: Sajjad Hussain

ab kaun hai mera dukh dard ne ghera

lyrics for ab kaun hai meraa. dukh dard ne gheraa, mujhe dukh dard ne gheraa. ab kaun hai meraa.

badnaam mohabbat kaun kare ishq ko

lyrics for badnaam mohabbat kaun kare. aur ishq ko rusvaa kaun kare.

koi prem ka de ke sandesa haay loot

lyrics for koii prem kaa de ke sandesaa haay luuT gayaa, haay luuT gayaa. aaj naazuk mere dil kaa shiishaa haay TuuT gayaa, haay TuuT gayaa.

more sajna more sajna aaj ras dikha

Gul-e-Bakawali (1939)
Music Director: Ghulam Haider

saalaa jawaaniyaan maange moray

Humjoli (1946) starring Noor Jehan, Jairaj, Gulam Mohammad, Agha, Jillo & Mukri.
Lyrics: Anjum Pilibhiti
Music Director: Hafiz Khan

raaz khultaa nazar nahin aataa

dukh dard se jag mei koi azaad nahi

still need mp3 for:
kab tak terii duniyaa mein ye andher rahegaa.

phoolon mei nazar ye kaun aayaa

lyrics for phuulon mein nazar ye kaun aayaa, kaun aayaa. bholepan se aaNkh mein aa kar dil mein jo muskaayaa. kaun aayaa, phuulon mein nazar ye kaun aayaa.

ye desh hamaaraa pyaaraa Hindustan

lyrics for ye desh hamaaraa pyaaraa hindustaan jahaaN se nyaaraa.

Jugnu (1947) starring Dilip Kumar, Noor Jehan, Shashikala, Jillo, Agha & Ghulam Mohammad.
Producer: Shankar Art Production
Director: Shaukat Hussain
Lyrics:  Asgar
Music Director: Feroze Nizami

aaj ki raat saaz-e-dil-e-purdard

lyrics for aaj kii raat saaz-e-dil-e-purdard na chheD. aaj kii raat.

hamen to shaam-e-gham mei katni hai

lyrics for hamen to shaam-e-Gam mein kaaTnii hai zindagii apnii. jahaaN vo hai vahiin ai chaaNd le jaa chaaNdnii apnii. agar kuchh thii to bas ye thii tamannaa aakhirii apnii. ki tum saahil pe hote, aur kashtii Duubtii apnii.

umangein dil ki machli muskuraayi

lyrics for umangen dil kii machlii. muskuraayii zindagii apnii.

yahan badla wafa ka bewafai ke siva

Yahan badla wafa ka sung by Noor Jehan & Mohammad Rafi.

Lyrics for yahaaN badlaa vafaa kaa bevafaaii ke sivaa kyaa hai.

Lyrics in Hindi for Song Title: yahaa.N badalaa vafaa kaa bevafaaii ke sivaa kyaa hai.

Khandan (1942) starring Noor Jehan, Ghulam Mohammad, Manorama & Ajmal.
Producer: Pancholi Pictures
Director: Shaukat Hussain
Lyrics: D. N. Madhok
Music Director: Ghulam Haider

haan hum khelenge aankh micholi

lyrics for hum khelenge aaNkh-micholii. haaN hum khelenge. haaN hum khelenge aaNkh-micholii.

maar gayi hamein teri nazariyaa

lyrics for maar gayii re hamein terii nazariyaa, pyaarii nazariyaa.

mere baag kaa maali phir aa gayaa

lyrics for mere baaG kaa maalii phir aa gayaa mere baaG kaa maalii aa haa haa haa.

mere liye jahaan mei chain na qarar

lyrics for mere liye jahaan mein chain naa qaraar hai. dil mein hain beqaraariyaan. aaNkhon mein intazaar hai.

meri ammi kaa raaj bhala pyari ammi

lyrics for merii ammii kaa raaj bhalaa aa haaN. haaN merii ammii kaa raaj, pyaarii ammii kaa raaj.

tu kaun si badli mei mere chand hai

lyrics for tuu kaun sii badlii mein mere chaaNd hai aa jaa. taare hai mere zakme jigar, in mein samaa jaa.

Laal Haveli (1944) starring Noor Jehan, Surendra, Ulhas & Yaqub. 
Producer: Bombay Cine
Director: K. B. Lal
Lyrics: Munshi Shums Lucknavi
Music Director: Mir Saheb 

banti nahi nazar aati tadbir hamari

lyrics for bantii nazar aatii nahiin tadbiir hamaarii. mar jaayenge tab jaagegii taqdiir hamaarii.

still need mp3 for - bhaiya ji aayi hain bahanen

lyrics for bhaiyaa hamaaro jii aayii hain bahanen aashaa lagaaye. dekho khaDii hain dwaar. bhaiyaa hamaaro jii.

teri yaad aaye saanvariyaa

lyrics for terii yaad aaye saNvariyaa, jiyaa ghabaraaye saNvariyaa. terii yaad aaye saNvariyaa.

mohaniya sundar mukhra khol

mohaniyaa, sundar mukhDaa khol. sundar mukhDaa khol mohaniyaa, sundar mukhDaa khol. panchhii Daar-Daar na Dol. mohaniyaa, sundar mukhDaa khol.

mohaniyaa, sundar mukhdaa khol  sung by Noor Jehan & Surendra.

Lakhon Mei Ek (Pakistani Film 1967)
Lyrics:  Fyaz Hashmi, Tanveer Naqvi or Masroor Anwar.
Music Director: Nisaar Bazmi,

bain kare mera pyar sun saajnaa

Mausiqar (1962)
Lyrics: Tanveer Naqvi
Music Director: Rashid Atre

gaayegi duniya geet mere

lyrics for gaayegii duniyaa giit mere. suriile ang maine niraale rang maine bhare hain armaanon mein. gaayegii duniyaa giit mere.

Mirza Sahiban (1947) starring Noor Jehan & Dilip Kumar.
Lyrics: Qamar Jalalabadi
Music Director: Husnlal Bhagatram

aaja tujhe afsana judaai ka sunaaye

ho kya yehi tera pyar tha mujhko to

Noor Jehan With G. M. Durrani

haath seene pe jo rakh do to qarar

tum aankhon se duur ho ke bhi na ho

Noor Jehan with Shamshad Begum and Zohrabai

hai re ud jaaye mora reshmi dupatta

rut rangeeli aayi chaandni chhaayi

Naukar (1943) starring Noor Jehan, Yaqub & Chandra Mohan.
Producer: Sunrise Pictures
Director: Shaukat Hussain
Music Director: Rafique Gaznavi & Shanti Kumar

jinhe karnaa thaa dil aabaad apnaa

Zeenat (1945) starring Noor Jehan.

aandhiyaan gham ki yun chali

bulbul mat ro yahaan aansu bahaana

Singers: Noor Jehan with Zohrabai and Kalyani.

aahen na bhari shikwe bhi na kiye

If you have any of the missing songs or know of others and are willing to share then please contact me at Madhu_90210@yahoo.com
Thanks in advance.